Tere Nashe Mein Choor Lyrics – Gajendra Verma
Tere Nashe Mein Choor - Gajendra Verma
Humming 
Ik mujhko to teri talabh si hai Aur is mausam ne aag lagayi Tujhe choone ki zidd bhi gazab si hai Mere dil mein kyun mache tabahi
Bhula ke tu gham ko Apne ab to hosh khone do Roko na khud ko Jo bhi hota hai aaj hone do Tere hothon ko choo ke main
Tere nashe mein hoon choor, choor Tere nashe mein hoon choor, choor
Ye kaisa asar hai tera mujh pe Koi jaadu hai, samjhu na o o Tu jitna bhi kareeb aati hai Utna mushkil hai, na choo na
Is lamhe mein jo mange de dunga Waise jaan maine tujhpe lutayai Dil naajuk sa hai mera jaane jaan Bas tu karna na laparwahi
Bhoola ke tu gham ko Apne ab to hosh khone do Roko na khud ko Jo bhi hota hai aaj hone do Tere hothon ko choo ke main
Tere na she mein hoon choor, choor Tere nashe mein hoon choor, choor Tere nashe mein hoon Choor, choor…
Bhula ke tu gham ko Apne ab to hosh khone do Roko na khud ko Jo bhi hota hai aaj hone do Tere hothon ko choo ke main
Choor, choor.. Tere nashe mein hoon.. Choor, choor…
        Song Credits
Song: Tere Nashe Mein Choor
Artist: Gajendra Verma
Actor: Gajendra Verma, Manasi Moghe
Lyricist: Gajendra Verma
Musician: Gajendra Verma
