Teri Aadat Lyrics – Abhi Dutt
Teri Aadat Lyrics
Tu door huya hai jabse Man bawara kyun tarse Raahein agar ye juda thi Kyun sath tha ik umar se
Teri aadat jo lagi hai Use kaise main bhulaun Ye kahani mere dard ki Kisko jaake sunaun
Tu wajah hai har wajah ki Bewajah huya main ab se Tu wajah hai har wajah ki Bewajah huya main ab se
Teri tadap mein waqt ka katra Lagta hai dariya kyun mujhe Shart bata de ya phir saza de Hai kya raza bayaan kar mujhe
Kaise juda ho jaaun Dekha tujhe hai kurbat se Raahein agar ye juda thi Kyun sath the ek umar se
Teri aadat jo lagi hai Usey kaise main bhulaun Ye kahani mere dard ki Kisko jaake sunaun
Tu wajah hai har wajah ki Bewajah huya main ab se Tu wajah hai har wajah ki Bewajah huya main ab se
Teri aadat jo lagi hai Use kaise main bhulaun Ye kahani mere dard ki Kisko jaake sunaun
Song Credits
Song: Teri Aadat
Artist: Abhi Dutt
Actor: Anushka Sen, Siddharth Nigam
Lyricist: Ishaan Khan
Musician: Aishwariya Tripathi
Label: BLive Music