Teri Galiyon Mein Lyrics – Guri
Teri Galiyon Mein Lyrics
Naya naya sa ishq tha Tab nayi jawani thi Main tera aashiq tha Tu meri deewani thi Tu meri deewani thi
Haan naya naya sa ishq tha Tab nayi jawani thi Main tera aashiq tha Tu meri deewani thi
Jo wahan liye Wo kahan nazare hain Jo wahan liye Wo kahan nazare hain
Teri galiyon mein Kai saal guzare hain Teri galiyon mein Kai saal guzare hain
Jo tumpe marte the Wo bhi sudhare hain Teri galiyon mein Kai saal guzare hain
Ek baat mazak ki hai Lo fir bhi kehte hain Kaiyon ko lagta tha Hum wahan hi rehte hain
Ek baat mazak ki hai Lo fir bhi kehte hain Kaiyon ko lagta tha Hum wahan hi rehte hain
Hum tere aashiq hain Wahan jante sare hain
Teri galiyon mein Kai saal guzare hain Teri galiyon mein Kai saal guzare hain
Wahan apne baare Jante saare hain Teri galiyon mein Kai saal guzare hain
Bin helmet police se hum Bach bach kar jate the Aur baal waal set karke Hum jach kar jate the
Tujhe peeche bitha kar ke Maine bahut ghumaya tha Us motorcycle ne Bada sath nibhaya tha
Tujhe yaad hoga kitne Tab gede maare hain
Teri galiyon mein Kai saal guzare hain Teri galiyon mein Kai saal guzare hain
Bade gul khilaye Aakhir haare hain Mil payein na hum Kitne bechare hain
Teri galiyon mein Kai saal guzare hain
