Teri Yaad
है ये क़िस्मत का फ़ैसलाजो हुआ तू है मुझसे जुदा
है ये ज़िंदगी बेवफ़ाजो लिया मुझसे मेरा जहां
थी तू ज़िंदगी मेरीहाँ अब तो मौत भी खफ़ा
ग़म करता है आँखें नममेरे सनम
ले जा तू तेरे ग़मतेरी ही आँखों मेंमेरी निगाहों सेमिला निगाहें फिर रख जा वो ग़म
मेरी ही आँखों मेंदेखूँ तुझको ही नीले ख्वाबों में
तेरी याद जब आती हैउन यादों में तू चली आती है
मेरे ख़यालों में मुझे ले जाती हैउन राहों पे
ग़मकरता है आँखें नममेरे सनम
ले जा तू तेरे ग़मतेरी ही आँखों मेंमेरी निगाहों सेमिला निगाहें फिर रख जा वो ग़म
मेरी ही आँखों मेंदेखूँ तुझको ही नीले ख्वाबों में
मेरी साँस थम जाती हैये धड़कने बढ़ जाती हैंतुझे ही चाहती हैइन बाँहों मेंना आएगी बलाय बुलाऊँ मैं
तू तो है उस खुशबू मेंउस जन्नत मेंउस राहत मेंमेरी चाहत मेंमेरी मन्नत में
ग़म करता है आँखें नममेरे सनम
ले जा तू तेरे ग़मतेरी ही आँखों मेंमेरी निगाहों सेमिला निगाहें फिर रख जा वो ग़म
मेरी आँखों मेंदेखूँ तुझको हीनीले ख्वाबों में
Hai ye qismat ka faislaJo huwa tu hai mujhse juda
Hai ye zindagi bewafaJo liya mujhse mera jahan
Thi tu zindagi meriHaan ab toh maut bhi khafa
Gham karta hai aankhein namMere sanam
Le jaa tu tere ghamTeri he aankhon meinMeri nigahon seMila nigahein phir rakh ja woh gham
Meri he aankhon meinDekhun tujko he neele khawaabon mein
Teri yaad jab aati haiUnn yaadon mein tu chali aati hai
Mere khayalon mein mujhe le jaati haiUnn rahon pe
GhamKarta hai aankhein namMere sanam
Le ja tu tere ghamTeri he aankhon meinMeri nigahon seMila nigahein phir rakh ja woh gham
Meri he aankhon meinDekhun tujko he neele khawaabon mein
Meri saans tham jaati haiYe dhadkane badd jaati haiTujhe he chahati haiInn bahon meinNa aayegi balay bulau mai
Tu toh hai uss khusboo meinUss jannat meinUss rahat meinMeri chahat meinMeri mannat mein
Gham karta hai aankhein namMere sanam
Le ja tu tere ghamTeri he aankhon meinMeri nigahon seMila nigahein phir rakh ja woh gham
Meri aankhon meinDekhun tujko heNeele khawaabon mein
Watch now
Teri Yaad Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Faheem Abdullah
Words by
Faheem Abdullah
Music by
Faheem Abdullah, Hyder Dar, ZIA
Music label
Universal Music India, VYRL Originals
Featuring
Faheem Abdullah, Shabir Rizvi, Zainab Khan
Directed by
Ruman Hamdani
FAQ
Good to know
Who sings Teri Yaad?
Teri Yaad is performed by Faheem Abdullah.
Who wrote the lyrics for Teri Yaad?
The lyrics for Teri Yaad were written by Faheem Abdullah.
Who composed the music for Teri Yaad?
The music for Teri Yaad was composed by Faheem Abdullah, Hyder Dar and ZIA.
Which music label released Teri Yaad?
Teri Yaad is associated with Universal Music India and VYRL Originals.
Who is featured in Teri Yaad?
Faheem Abdullah, Shabir Rizvi and Zainab Khan is featured in Teri Yaad.
Who directed Teri Yaad?
Teri Yaad was directed by Ruman Hamdani.
