Tip Tip Lyrics – Sooryavanshi

Tip Tip Lyrics

Aahaa aaha haa haa, Aahaa haa aa haa.
Tip tip barsa paani.
Tip tip barsa pani, Paani ne aag lagayi, Aag lagi dil mein to, Dil ko teri yaad aayi.
Teri yaad aayi to, Jal utha mera bheega badan, Ab tu hi batao sajan, Main kya karun?.
Dhinik dhin dha, Dhinik dhin, dhinik dhin, Dhinik dhin, dhinik dhin, Dhinik dhin dha.
Doo doo doo dooba dariya mein, Khada main saahil par.
Ho dooba dariya mein, Khada main sahil par, Tu bijli bankar, Giri mere dil par.
Chali aisi ye pagal pavan, Main kya karun?.
Dhinik dhin dha.
Tip tip barsa pani, Paani ne aag lagayi, Aag lagi dil mein to, Dil ko teri yaad aayi.
Teri yaad aayi to, Chha gaya mujhpe diwanapan, Mere bas mein nahi mera mann, Main kya karun?.
Sa re sa-ni pa-ni, Sa re sa-ni pa-ni, Sa re sa-ni pa-ni, Sa sa ga ma ga re...
Aahaa aaha haa haa, Aahaa haa aa haa...
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Tip Tip

Album: Sooryavanshi

Artist: Alka Yagnik, Udit Narayan

Actor: Akshay Kumar, Katrina Kaif

Lyricist: Anand Bakshi

Musician: Tanishk Bagchi, Viju Shah

Label: T-Series