Toota Taara Lyrics – Stebin Ben

Toota Taara Lyrics

Khwahish poori karta hai Khatam ye doori karta hai Kehte hai sab toota taara Kam jaruri karta hai
Marham deke door karen ye Dard bichode ka
Par toota taara khud toota hai Dil kya jodega Par toota taara khud toota hai Dil kya jodega
Reh na saka jab tere bin Toote taare ko ek din
Reh na saka jab tere bin Toote taare ko ek din Dil ke kehne mein aakar Maine dua bheji lekin Laut ke wo aayi Poori na ho payi
Sab kehte the ye na kisi ko Khali modega
Par toota taara khud toota hai Dil kya jodega Par toota taara khud toota hai Dil kya jodega
Taareya ve taareya Sab kuch haareya taareya Taareya ve taareya Sab kuch haareya taareya
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Toota Taara

Artist: Stebin Ben

Actor: Mahima Makwana, Shivin Narang

Lyricist: Kumaar

Musician: Sham Balkar

Label: Zee Music Company