Toota Taara Lyrics – Stebin Ben
Toota Taara Lyrics
Khwahish poori karta hai, Khatam ye doori karta hai, Kehte hai sab toota taara, Kam jaruri karta hai.
Marham deke door karen ye, Dard bichode ka.
Par toota taara khud toota hai, Dil kya jodega, Par toota taara khud toota hai, Dil kya jodega.
Reh na saka jab tere bin, Toote taare ko ek din.
Reh na saka jab tere bin, Toote taare ko ek din, Dil ke kehne mein aakar, Maine dua bheji lekin, Laut ke wo aayi, Poori na ho payi.
Sab kehte the ye na kisi ko, Khali modega.
Par toota taara khud toota hai, Dil kya jodega, Par toota taara khud toota hai, Dil kya jodega.
Taareya ve taareya, Sab kuch haareya taareya, Taareya ve taareya, Sab kuch haareya taareya.
Song Credits
Song: Toota Taara
Artist: Stebin Ben
Actor: Mahima Makwana, Shivin Narang
Lyricist: Kumaar
Musician: Sham Balkar
Label: Zee Music Company