Tu Mera Ho Gaya Hai
Ho tu mera ho gaya haiAaye na yakeen yeTu mera ho gaya haiKhwaab to nahi yeTu mera ho gaya hai ya ke nahi
Tu mera ho gaya toJannat zameen peTu mera ho gaya haiKhwaab to nahi yeTu mera ho gaya hai ya ke nahi
Agar ye khwaab hai toMain tera hi khwaab rahungaNahi ab chain ki chahatYun hi betaab rahunga
Agar ye khwaab hai toMain tera hi khwaab rahungaNahi ab chain ki chahatYun hi betaab rahunga
Tu mera ho gaya haiBaat hai haseen yeTu mera hogaya haiKhwaab to nahi yeTu mera ho gaya hai ya ke nahi
Pehle se jyada sheesha main dekhunPehle se jyada hasta rahunMain jab akela hota hu tab bhiTum se hi baatein karta rahun
Pehle se jyada sheesha main dekhunPehle se jyada hasta rahunMain jab akela hota hu tab bhiTum se hi baatein karta rahun
Agar paagalpana hai yeTo paagal aaj rahungaTeri hasti nigahon kaMain banke raaz rahunga
Agar paagalpana hai yeTo paagal aaj rahungaTeri hasti nigahon kaMain banke raaj rahunga
Jahan tu hai ye dil bhiAata hai wahi peTu mera ho gaya haiKhwaab to nahi yeTu mera ho gaya hai ya ke nahi
Ho jeena hai mujhko tere liye hiYe faisla hai maine kiyaTere hi khatir marna bhi chahunMarna hai lekin bas shaukiya
Agar jadoo hai ye teraUtarne na isey denaMujhe kaabu mein kar le tuSambhalne na mujhe dena
Agar jadoo hai ye teraUtarne na isey denaMujhe kaabu mein kar le tuSambhalne na mujhe dena
Hua bhi hai ye sach meinYa hua nahi yeTu mera ho gaya haiKhwaab to nahi yeTu mera ho gaya haiYa ke nahi
Watch now
Tu Mera Ho Gaya Hai Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Javed Ali
From the album
Tadap
Words by
Irshad Kamil
Music by
DJ Phukan, Sourav Roy
Music label
T-Series
FAQ
Good to know
Who sings Tu Mera Ho Gaya Hai?
Tu Mera Ho Gaya Hai is performed by Javed Ali.
Which album is Tu Mera Ho Gaya Hai from?
Tu Mera Ho Gaya Hai appears on the album Tadap.
Who wrote the lyrics for Tu Mera Ho Gaya Hai?
The lyrics for Tu Mera Ho Gaya Hai were written by Irshad Kamil.
Who composed the music for Tu Mera Ho Gaya Hai?
The music for Tu Mera Ho Gaya Hai was composed by DJ Phukan and Sourav Roy.
Which music label released Tu Mera Ho Gaya Hai?
Tu Mera Ho Gaya Hai is associated with T-Series.
