Now readingAdnan Sami

Tu Yaad Aya

Tu Yaad Aya

Tu Yaad Aya

Hui mohabbat ki baat phirSata rahi hai ye raat phirBheega rahi hai in aankhon koBe-Wakt ki hai barshat phirAa gaya kyun labon peYe naam tera bata
Tu yaad aya, tu yaad aayaTu yaad aaya aaj phirJo teri baaton mein dil dukhayaTu yaad aaya aaj phir
Kabhi ye saansein thi bas tumhaariJo ab hai zaaya fizool haiThi khaabon mein aankhon mein wafa keWahan judayi ke dhool haiGuzar gaya tu nahi waha huJahan tu aaya na laut kar
Na phir kisi se dil lagayaTu yaad aaya aaj phir
Tu yaad aya, tu yaad aayaTu yaad aaya aaj phirJo teri baaton mein dil dukhayaTu yaad aaya aaj phir
Mujhe hawaye suna rahi haiJo baatein hum tum bhula gayeHai aate jaate mujhe bhigaateKyun aaj mausam rula gaye
Use talashun jo kho gaya haiKaha milega wo humsafarJise tha maine kabhi bhulayaTu yaad aaya hai aaj phir
Tu yaad aya, tu yaad aayaTu yaad aaya hai aaj phirJo teri baaton mein dil dukhayaTu yaad aaya aaj phir
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Tu Yaad Aya Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings Tu Yaad Aya?

Tu Yaad Aya is performed by Adnan Sami.

Who wrote the lyrics for Tu Yaad Aya?

The lyrics for Tu Yaad Aya were written by Kunaal Vermaa.

Who composed the music for Tu Yaad Aya?

The music for Tu Yaad Aya was composed by Kunaal Vermaa.

Which music label released Tu Yaad Aya?

Tu Yaad Aya is associated with T-Series.

Who is featured in Tu Yaad Aya?

Adah Sharma is featured in Tu Yaad Aya.