Tu Zaheen Hai Lyrics – Himanshu Jain
Tu Zaheen Hai - Himanshu Jain
Teri adayein mujhse keh rahi hai Teri adayein mujhse keh rahi hai Tu zaheen hai main maheen hu
Tera aksh main na zameen tu Asmaan main hai zameen tu Aawaj main mera dard tu
Toota toota jo dil bole piya piya Lage na mera dil bole jiya jiya Dhunda tujhe karun rab se ibadat karu Sufiyana ye ishq maine kiya kiya
Teri adayein mujhe keh rahi hai Mere pass tujhko bula Oh jaana sunn zara ye rutt keh rahi hai Tere ishq mein hoon fana
Oh jana main toh tera tha tera tha Tune kabhi kyun samjha nahi Mera bhi ishq pehla tha pehla tha Tune kabhi kyun samjha nahi
Toota toota jo dil bole piya piya Laage na mera dil bole jiya jiya Dhunda tujhe karu rab se ibadat karu Sufiyana ye ishq maine kiya kiya
Tu zaheen hai main maheen hu Tera aksh main na zameen tu Asmaan main hai zameen tu Aawaj main mera dard tu
Song Credits
Song: Tu Zaheen Hai
Artist: Himanshu Jain
Actor: Himanshu Jain, Manya Pathak
Lyricist: Himanshu Jain
Musician: Umesh Bhardwaj
Label: Zee Music Company
