Tujhme Dekhu Duniya Sari
Tujh mein dekhu duniya sariEk bas meri duniyadari tu ho hoMeri naino se hai yariKehde mujhse bas ek baari tu
Dil ye anadi kuch na janeYe na ishare pehchaneApni hi dhun mein rehta haiBaate kisi ki bhi na mane..
Mere dil ki bann gaya haiBekarari tu.. ho ho..Tu..Oo.. oo oo ooTu..Oo.. oo oo oo
Kaisi dua hai lagiMeri to sanse udiTeri hawaon mein
Main to raha na meraAb toh hai naam teraMeri duaon mein
Manga tha maine tujhe rabb seUsne chura ke tujhe sab seJabse mujhe yu de diya haiJeene lagi hoon main to tab se
Is janam se har janam takHai hamari tu..Tu..Oo.. oo oo ooTu..Oo.. oo oo oo
Watch now
Tujhme Dekhu Duniya Sari Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Dev Negi, Palak Muchhal
From the album
Anari Is Backk (Movie)
Words by
Kumaar
Music by
Ishwar Kumar
Music label
Tips Official
Featuring
Mishikka Chaurasia, Nawab Khan
FAQ
Good to know
Who sings Tujhme Dekhu Duniya Sari?
Tujhme Dekhu Duniya Sari is performed by Dev Negi and Palak Muchhal.
Which album is Tujhme Dekhu Duniya Sari from?
Tujhme Dekhu Duniya Sari appears on the album Anari Is Backk (Movie).
Who wrote the lyrics for Tujhme Dekhu Duniya Sari?
The lyrics for Tujhme Dekhu Duniya Sari were written by Kumaar.
Who composed the music for Tujhme Dekhu Duniya Sari?
The music for Tujhme Dekhu Duniya Sari was composed by Ishwar Kumar.
Which music label released Tujhme Dekhu Duniya Sari?
Tujhme Dekhu Duniya Sari is associated with Tips Official.
Who is featured in Tujhme Dekhu Duniya Sari?
Mishikka Chaurasia and Nawab Khan is featured in Tujhme Dekhu Duniya Sari.
