Tumhe Apna Banana Hai Lyrics – Salman Ali | Himesh Ke Dil Se
Tumhe Apna Banana Hai Lyrics
Na din mein chain Na rat ko aaram Subah sham sirf tera hi naam
Tumhe dil mein basana hai Tumhe dil mein basana hai Tumhe apna banana hai Tumhe apna banana hai
Tumse ishq nibhana hai Tumheinn apna banaana hai Tumheinn apna banaana hai
Tere bina hai jeena mera bewajah Meri aashiqi ka hai tu aasra Aye yara hai jabse mujhe tu mila Bas teri hi yaadon ka hai silsila
Tumhe dil mein basana hai Tumhe apna banana hai Tumhe apna banana hai
Wo teri meri mulakaton ka mausam Jata nahi hai mere dil se wo aalam Banke nishani jal raha hai seene mein Harpal tera ishq aye mere humdam
Tere vaste hai meri arziyan Hai tujhse hai meri sari man marziyan Tere hi liye meri sargoshiyan Tu karde mukkamal meri yariyan Tumhe dil mein basana hai
Tumhe apna banana hai Tumhe apna banana hai Tumhe dil mein basana hai Tumhe apna banana hai Tumhe apna banana hai
Teri gali mein jabse duniya basayi Aankhon mein sagar Nami dil pe hai chayi Bujh na sakega teri yaado ka lava Sanson mein khushbu teri hai samayi
Meri ye tadap ye meri tishnagi Hai tujhse hi ab to meri bandagi Zara jhank ke dekh le dil mein tu Nazar aayegi meri deewanagi Tumhe dil mein basana hai
Tumhe apna banana hai Tumhe apna banana hai Tumhe dil mein basana hai Tumhe apna banana hai Tumhe apna banana hai
Song Credits
Song: Tumheinn Apna Banaana Hai
Album: Himesh ke dil se
Artist: Salman Ali
Lyricist: Himesh Reshammiya
Musician: Himesh Reshammiya
Label: Himesh Reshammiya Melodies