Vaaroon Lyrics – Mirzapur 2 | Romy
Vaaroon - Mirzapur
Tune daara jo preet ka dora Manva bairi raha na ye mohra Badla na the yeh kismat ka phera Jab tak tu na tha thara mohra
Mohri ratiyon se choota andhera Tu muskano ko yun bikhera Main tha bhatka na mohra basera Tohri saanson mein ghar hai filhal
Vaar vaaroon main vaaroon teri Ab na jag ki hai parvaah meri Thaam le tu mohri zindagi Tohse naa badh ke koyi khushi
Vaar vaaroon main vaaroon teri Aaj saunte hai sapne sabhi Naina tohre tizori mohri Hai mohri
Tune daara jo preet ka dora Manva bairi raha na ye mohra Badla na the yeh kismat ka phera Jab tak tu na tha thara mohra
Mohri ratiyon se choota andhera Tu muskano ko yun bikhera Main tha bhatka na mohra basera Tohri saanson mein ghar hai filhal
Tohre naam ka mohe dhaga daal de Tu leja mohe mohe jaana hai sang tohre Tohre naam ka mohe dhaga daal de Tu leja mohe mohe jeena hai sang tohre
Vaaroon varoon main varoon tohri Ab tu mohra hain mohra sabhi Aanch aavey na tohpe koyi Karta rab se dua main yahi
Vaaroon varoon main varoon tohri Preet apni rahegi bani Chahe sukh ho ya dukh ho kabhi Main rahunga tohre paas hi
Tohse mora nahi mohra manwa Hogi re saath mohra shagunwa Saundha saundha sa ye saath tohra Chupke chupke se mehka kiya
Tohre aage main sab ko jhuka du Tohre sapne falak pe bitha du Kaal tika main tohe laga du Rakhiyo mujhpe bharosa zara
Song Credits
Song: Vaaroon
Album: Mirzapur 2
Artist: Romy
Lyricist: Ginny Diwan
Musician: Parth Parekh
Label: Zee Music Company
