Wafa Na Raas Aayi
Rou ya hasu teri harkat peYa fir teri tareef karunMere dil se tu aise khel gayaAb jee na saku mar bhi na saku
Teri zehar bhari do aankhon kiMujhe chaal samjh mein na aayi
Wafa na raas aayi tujhe o harjaiWafa na raas aayi tujhe o harjai
Sadiyon ye zamaana yaad rakhegaYaar teri bewafaiWafa na raas aayi tujhe o harjaiWafa na raas aayi tujhe o harjai
Vaadon ki lashon koBol kahan dafnaun
Vaadon ki lashon koBol kahan dafnaunKhwabon aur yaadon seKaise tumko mitaun
Kyun na main tujhe pehchan sakaSach tere nahi main jaan sakaTere noor se jo roshan tha kabhiUs shehar mein aag lagai
Wafa na raas aayi tujhe o harjaiWafa na raas aayi tujhe o harjai
Sadiyon ye zamaana yaad rakhegaYaar teri bewafaiWafa na raas aayi tujhe o harjaiWafa na raas aayi tujhe o harjai
Jis jis ko mohabbat raas aayiWo log naseebo wale theTakdeer ke hathon haar gayeHum jaise jo the
Sun yaar mere oh harjaiHum thode alag dilwale thePar jaisa socha tha humneTum vaise na the
Tune vaar kia sidhe dil peAur palak bhi na jhapkaayi
Wafa na raas aayi tujhe o harjaiWafa na raas aayi tujhe o harjai
Watch now
Wafa Na Raas Aayi Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Jubin Nautiyal
Words by
Rashmi Virag
Music by
Meet Bros
Music label
T-Series
Featuring
Arushi Nishank, Himansh Kohli, Rohit Suchanti
FAQ
Good to know
Who sings Wafa Na Raas Aayi?
Wafa Na Raas Aayi is performed by Jubin Nautiyal.
Who wrote the lyrics for Wafa Na Raas Aayi?
The lyrics for Wafa Na Raas Aayi were written by Rashmi Virag.
Who composed the music for Wafa Na Raas Aayi?
The music for Wafa Na Raas Aayi was composed by Meet Bros.
Which music label released Wafa Na Raas Aayi?
Wafa Na Raas Aayi is associated with T-Series.
Who is featured in Wafa Na Raas Aayi?
Arushi Nishank, Himansh Kohli and Rohit Suchanti is featured in Wafa Na Raas Aayi.
