Yaad Aati Hai Lyrics – Harrdy Sandhu
Yaad Aati Hai Lyrics
Mere hujre mein aake Thehar jati hai Mere samne baithti hai Aur mujhe rulati hai
Apne hathon se Zahar pilati hai Zahar pilati hai
Yaad aati hai Oh teri yaad aati hai Yaad aati hai Oh teri yaad aati hai
Hujre mein aake Thehar jati hai Yaad aati hai Oh teri yaad aati hai
Maut meri ka kalma Haye padhke baithi hai Mare hue bande ki tarah Akad ke baithi hai
Mujhko mere ghar se Bahar na jane de Bewakoof pairon se Pakad ke baithi hai
Mujhe kuch na samajh aaye Meri rooh kanp jaye Arre wo to chahti hai Ke jaani mar jaye
Mere kano mein Yun chillati hai
Yaad aati hai Oh teri yaad aati hai Yaad aati hai Oh teri yaad aati hai
Hujre mein aake Thehar jaati hai Yaad aati hai Oh teri yaad aati hai
Oh tumne to hai nahi aana Yaar mera dard ghatana Jahan teri yaad na aaye Aisa koi shahar batana
Oh sara din laindi ae swad sajan Badi ae kharab teri yaad sajan Sara din laindi ae swad sajan Badi ae kharab teri yaad sajan
Mujhko jaga ke Khud so jati hai
Yaad aati hai Oh teri yaad aati hai Yaad aati hai Oh teri yaad aati hai
Song Credits
Song: Yaad Aati Hai
Artist: Hardy Sandhu
Actor: Abhishek Singh, Asmita Sood
Lyricist: Jaani
Musician: Hunny & Bunny
Label: Desi Melodies
