Yaad Na Aana Lyrics – Yash Narvekar | Akasa
Yaad Na Aana Lyrics
Tere bina kabhi Shamein bhi ho meri Ye socha na tha
Tanhaai se meri yun hogi dosti Ye socha na tha
Ke aise hi zindagi Kat jane de tu meri Na mile na sahi
Tujhse doori meri Lagti hai mujhko sahi Baat ye maan le tu meri
Ke yaad na aana tu kabhi Na aana tu kabhi Yaad na aana wo oh
Ke yaad na aana tu kabhi Na aana tu kabhi Yaad na aana wo oh
Yaad na aana aana…
Tum bhi kabhi to Kuch der hi par Yaad karke mujhko Sochte jaroor hoge
Darmiyan humare Galtiyan thi kitni Ginte ginte ratein Kat’te jaroor hoge
Jane do jo hua Mil jayega fir koyi Yun guzar jayegi zindagi
Tujhse doori meri Lagti hai mujhko sahi Baat ab ye maan le tu meri
Ke yaad na aana tu kabhi Na aana tu kabhi Yaad na aana wo oh
Ke yaad na aana tu kabhi Na aana tu kabhi Yaad na aana wo oh
Yaad na aana aana…
Song Credits
Song: Yaad Na Aana
Artist: Akasa, Yash Narvekar
Actor: Pratik Deshmukh, Shristi Ganguly
Lyricist: Yash Narvekar
Musician: Filipe Survivial
Label: Sony Music India
