Yaad Na Aana Lyrics – Yash Narvekar | Akasa

Yaad Na Aana Lyrics by Yash Narvekar ft. Akasa is latest Hindi song with music given by Filipe Survivial. While Yaad Na Aana song lyrics are written by Yash Narvekar and featuring artists are Shristi Ganguly, Pratik Deshmukh and video is released by Sony Music India. Get Yaad Na Aana Song Information

Yaad Na Aana Lyrics

Tere bina kabhi, Shamein bhi ho meri, Ye socha na tha.
Tanhaai se meri yun hogi dosti, Ye socha na tha.
Ke aise hi zindagi, Kat jane de tu meri, Na mile na sahi.
Tujhse doori meri, Lagti hai mujhko sahi, Baat ye maan le tu meri.
Ke yaad na aana tu kabhi, Na aana tu kabhi, Yaad na aana wo oh.
Ke yaad na aana tu kabhi, Na aana tu kabhi, Yaad na aana wo oh.
Yaad na aana aana….
Tum bhi kabhi to, Kuch der hi par, Yaad karke mujhko, Sochte jaroor hoge.
Darmiyan humare, Galtiyan thi kitni, Ginte ginte ratein, Kat’te jaroor hoge.
Jane do jo hua, Mil jayega fir koyi, Yun guzar jayegi zindagi.
Tujhse doori meri, Lagti hai mujhko sahi, Baat ab ye maan le tu meri.
Ke yaad na aana tu kabhi, Na aana tu kabhi, Yaad na aana wo oh.
Ke yaad na aana tu kabhi, Na aana tu kabhi, Yaad na aana wo oh.
Yaad na aana aana….
Written by: Yash Narvekar
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!
Yaad Na Aana Lyrics Yash Narvekar | Akasa

Yaad Na Aana Song Info:

Song: Yaad Na Aana
Singer(s): Yash Narvekar, Akasa
Musician(s): Filipe Survivial
Lyricist(s): Yash Narvekar
Cast: Pratik Deshmukh, Shristi Ganguly
Label(©): Sony Music India
Scroll to Top