Yaar Ki Mehfil
Bolo na tumkoKya mila rula keJee mera jala kePal mein yun bhula ke
Acha tha humko khwab na dikhateBewajah hasate pyar na jatate
Wo thi yaar ki mehfilToota tha jahan yeh dilJo the jaan ho gaye hai bewafa
Wo thi yaar ki mehfilToota tha jahan yeh dilJo the jaan ho gaye hai bewafa
Labon pe naam koiDil mein koi chehraHo jata hai sabse unko pyar pehla
Apne paas wo dil rakh lete hai sabkaUnki khasiyat hai sabse ishq karnaNazre milate ho khud se kiss tarahJab dekhte ho tum yeh aainaa
Jaane do yaara wo to bewafa theUnko jaate jaate kya hi badua den
Wo thi yaar ki mehfilToota tha jahan yeh dilJo the jaan ho gaye hai bewafa
Wo thi yaar ki mehfilToota tha jahan yeh dilJo the jaan ho gaye hai bewafa
Deewano ki mehfil thi woJisme jaam se jaam mileSabki zubaan pe kisse the parSab kisse nakaam mile
Yahan kar ke ishq duniya meinKab chain kisi ne paya haiYeh pehla zehar hai duniya kaJise pi kar bhi aaram mile
Watch now
Yaar Ki Mehfil Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Stebin Ben
Words by
Kunaal Vermaa
Music by
Kunaal Vermaa
Music label
White Hill Music
Featuring
Ashnoor Kaur, Paras Kalnawat
FAQ
Good to know
Who sings Yaar Ki Mehfil?
Yaar Ki Mehfil is performed by Stebin Ben.
Who wrote the lyrics for Yaar Ki Mehfil?
The lyrics for Yaar Ki Mehfil were written by Kunaal Vermaa.
Who composed the music for Yaar Ki Mehfil?
The music for Yaar Ki Mehfil was composed by Kunaal Vermaa.
Which music label released Yaar Ki Mehfil?
Yaar Ki Mehfil is associated with White Hill Music.
Who is featured in Yaar Ki Mehfil?
Ashnoor Kaur and Paras Kalnawat is featured in Yaar Ki Mehfil.
