Yaara Reloaded Lyrics – Mamta Sharma

Yaara Reloaded Lyrics

Main chahun tujhe Kisi aur ko tu chahe yaara Ab pyar nahi hoga humse phir dobara
Pyar karun main yaar tujhe inna saara Ek janam hai kya Sau janam bhi hai tujhpe waara
Har pal har dua mein Dua mein tujhe yaad karte hai Sau sau baar karte hai Mile har janam tu hi humko Yahi fariyad karte hai
Dua mein tujhe Dua mein tujhe Karte hai
Dua mein tujhe Dua mein tujhe yaad karte hai Sau sau baar karte hai Mile har janam tu hi humko Yahi fariyad karte hai
Jab sochu tujhe sochu yahi kaam karte hai Aaye jo tujhe hichki hum yaad karte hai Tere door jaane se din raat darte hai Tere door jaane se din raat darte hai
Main sochu tujhe Kisi aur ko tu soche yaara Ab pyar nahi hoga humse phir dobara
Pyar tujhe karte hai hum inna saara Ek janam hai kya sau janam Bhi hai tujhpe waara
Har pal har dua mein Dua mein tujhe yaad karte hai Sau sau baar karte hai Mile har janam tu hi humko Yahi fariyad karte hai
Dua mein tujhe yaad karte hai Sau sau baar karte hai Mile har janam tu hi humko Yahi fariyad karte hai
Dua mein tujhe yaad Dua mein tujhe
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Yaara Reloaded

Artist: Mamta Sharma

Actor: Ajaz Ahmed, Mamta Sharma

Lyricist: Bad-Ash

Musician: Bad-Ash

Label: One Music Originals