Yeh Haalaath Lyrics – Jubin Nautiyal | Mumbai Diaries
Yeh Haalaath Lyrics
Thamti chalti ye jumbishein Dikhti chupti ye ranjishein Girta lage hai aasman Chubta kaanto sa ye jahan
Andhere mein hi ujala hai ye Jara sa sahi Sawalon mein hi irada mile Aur raahein nayi
Yeh haalaath hai ye jazbaat hai Kyun dil mein bhare sawalaat hai Ye haalaath hai ye jazbaat hai Kya sar se utha rab ka hath hai
Har pal badlegi karwatein Kismat ki bheegi silwatein Ye lamha lagta hai veeran Kya mit payega ye nishan
Andhere mein hi ujala khile Jara sa sahi Sawalo mein hi irada mile Aur raahein nayi
Ye jazbaat hi to saugaat hai Ye sikhe agar to kya baat hai Ye jazbaat hi to saugaat hai Ye sikhe agar to kya baat hai
Ye haalaath hai aur jazbaat hai Kyun dil mein bhare sawalaat hai Yeh haalaath hai ye jazbaat hai Kya sar se utha rab ka hath hai
Ye jazbaat hi to saugaat hai Ye sikhe agar to kya baat hai Ye jazbaat hi to saugaat hai Ye sikhe agar to kya baat hai
        Song Credits
Song: Yeh Haalaath
Album: Mumbai Diaries
Artist: Jubin Nautiyal, Zara Khan
Lyricist: Niranjan Iyengar
Musician: Ashutosh Phatak
Label: Ashutosh Phatak
