Now readingJubin Nautiyal

Yeh Haalaath

Yeh Haalaath

Yeh Haalaath

Thamti chalti ye jumbisheinDikhti chupti ye ranjisheinGirta lage hai aasmanChubta kaanto sa ye jahan
Andhere mein hi ujala hai yeJara sa sahiSawalon mein hi irada mileAur raahein nayi
Yeh haalaath hai ye jazbaat haiKyun dil mein bhare sawalaat haiYe haalaath hai ye jazbaat haiKya sar se utha rab ka hath hai
Har pal badlegi karwateinKismat ki bheegi silwateinYe lamha lagta hai veeranKya mit payega ye nishan
Andhere mein hi ujala khileJara sa sahiSawalo mein hi irada mileAur raahein nayi
Ye jazbaat hi to saugaat haiYe sikhe agar to kya baat haiYe jazbaat hi to saugaat haiYe sikhe agar to kya baat hai
Ye haalaath hai aur jazbaat haiKyun dil mein bhare sawalaat haiYeh haalaath hai ye jazbaat haiKya sar se utha rab ka hath hai
Ye jazbaat hi to saugaat haiYe sikhe agar to kya baat haiYe jazbaat hi to saugaat haiYe sikhe agar to kya baat hai
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Yeh Haalaath Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings Yeh Haalaath?

Yeh Haalaath is performed by Jubin Nautiyal and Zara Khan.

Which album is Yeh Haalaath from?

Yeh Haalaath appears on the album Mumbai Diaries.

Who wrote the lyrics for Yeh Haalaath?

The lyrics for Yeh Haalaath were written by Niranjan Iyengar.

Who composed the music for Yeh Haalaath?

The music for Yeh Haalaath was composed by Ashutosh Phatak.

Which music label released Yeh Haalaath?

Yeh Haalaath is associated with Ashutosh Phatak.