Zariya Tu Lyrics – Romy | Shreya Kalra

Zariya Tu Lyrics by Romy is latest Punjabi song with music given by Romy while Zariya Tu song Lyrics are written by Sufi Khan. The music video featuring by Paras Kalnawat & Shreya Kalra. Get Zariya Tu Song Information

Zariya Tu Lyrics

Yaar tu, Kyun ishq mein bezaar tu, Hai mera intezar tu, Hai darmiyan deewar kyun.
Yaar tu, Kyun ishq mein bezaar tu, Hai mera intezar tu, Hai darmiyan deewar kyun.
Karun tujhse main ye kaise gila, Ishq mein main kaise jala, Tu yaar mujhme aise mila, Jaise sagar mein dariya.
Zariya tu zariya tu, Saanson ka zariya hai tu, Zariya tu zariya tu, Saanson ka zariya hai tu.
Dekhein khwabon ka jagi raton ka, Kyun hai bhool baitha re hisab tu, Zariya tu hai zariya tu, Saanson ka zariya hai tu.
Meharma tu hai sukoon hai junoon, Dekhun main jidhar tu hi tu tu hi tu, Meharma tu hai sukoon hai junoon, Dekhun main jidhar tu hi tu tu hi tu.
De gaya mujhe kaisa ye rog tu, Aa doori mita, Teri raza kya hai bata, Dil na jala yara.
Karun tujhse main ye kaise gila, Ishq mein main kaise jala, Tu yaar mujhme aise mila, Jaise sagar mein dariya.
Zariya tu zariya tu, Saanson ka zariya hai tu, Zariya tu zariya tu, Saanson ka zariya hai tu.
Dekhein khwabon ka jagi raton ka, Kyun hai bhool baitha re hisab tu, Zariya tu hai zariya tu, Saanson ka zariya hai tu.
Written by: Sufi Khan
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!
Zariya Tu Lyrics - Romy

Zariya Tu Song Info:

Song: Zariya Tu
Singer(s): Romy
Musician(s): Romy
Lyricist(s): Sufi Khan
Cast: Paras Kalnawat, Shreya Kalra
Label(©): Times Music
Scroll to Top