ज़रूरी था Zaroori Tha 2 Lyrics In Hindi – Rahat Fateh Ali Khan

Zaroori Tha 2 Lyrics - Rahat Fateh Ali Khan

Kya ye lazim tha Har ik roj tadapte jaana Hijar ki aag mein Jal jal ke pighalte jaana
Main to anjaan tha Tumne hi sikhaya hai Mujhe waqt ke saath hai Kaise badalte jaana
Teri bebaak nazro se Ulajhna bhi zaroori tha Zaroori thi mohabbat to Samajhna bhi zaroori tha
Kya hota ek manjil ke Musafir saath hi rehte Tha rehna zakham tera jo Wo bharna bhi zaroori tha
Teri bebaak nazro se Ulajhna bhi zaruri tha
Abhi to sath chalne me Sukoon tum se mila hi tha Manane ki jo rasme thi Hai baaki ruthna bhi tha
Shikayat tumko thi mujhse To mujhse hi gila karte Jo aansu behna chahte ho Nahi unko piya karte
Batao kya ye lazim tha Tadapte chhod kar jaana Sile me inn wafao ke Tadapna bhi jaroori tha
Teri bebaak nazro se Uljhna bhi zaruri tha
Jahan milte the hum dono Waha jakar bahut roya Jise khone se darta tha Wo aakhir maine hai khoya
Teri tasveer dekhu to Nahi aata yakeen mujhko Magar do rukh hai is tasveer ke Ab hai yakeen mujhko
Kahan tu mujhme mausam sa Yahan aaya kahan badla Mujhe tumne ye sikhlaya Badlna bhi zaroori tha
Zaroori thi mohabbat toh Samajhna bhi zaroori tha Teri bebaak nazro se Ulajhna bhi zaroori tha

Zaroori Tha 2 Lyrics In Hindi

क्या ये लाजिम थाहर एक रोज़ तड़पते जानाहिजर की आग मेंजल जल के पिघलते जाना
मैं तो अनजान थातुमने ही सिखाया हैमुझे वक़्त के साथ हैकैसे बदलते जाना
तेरी बेबाक नज़रों सेउलझना भी ज़रूरी थाज़रूरी थी मोहब्बत तोसमझना भी ज़रूरी था
क्या होता एक मंजिल केमुसाफ़िर साथ ही रहतेथा रहना ज़ख्म तेरा जोवो भरना भी ज़रूरी था
तेरी बेबाक नज़रों सेउलझना भी ज़रूरी था
अभी तो साथ चलने मेंसुकून तुम से मिला ही थामनाने की जो रस्मे थीहै बाकी रूठना भी था
शिकायत तुमको थी मुझसेतो मुझसे ही गिला करतेजो आंसू बहना चाहते होनहीं उनको किया करते
बताओ क्या ये लाजिम थातड़पते छोड़ कर जानासीले में इन वफाओं केतड़पना भी ज़रूरी था
तेरी बेबाक नज़रों सेउलझना भी ज़रूरी था
जहाँ मिलते थे हम दोनोंवहाँ जाकर बहुत रोयाजिसे खोने से डरता थावो आखिर मैंने हैं खोया
तेरी तस्वीर देखूँ तोनहीं आता यक़ीन मुझकोमगर दो रुख है इस तस्वीर केअब है यक़ीन मुझको
कहाँ तू मुझमें मौसम सायहाँ आया कहाँ बदलामुझे तुमने ये सिखलायाबदलना भी ज़रूरी था
ज़रूरी थी मोहब्बत तोसमझना भी ज़रूरी थातेरी बेबाक नज़रों सेउलझना भी ज़रूरी था
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Zaroori Tha 2

Artist: Rahat Fateh Ali Khan

Actor: Aliya Hamidi, Vikas Singh, Vishal Pandey

Lyricist: Mujtaba Ali

Musician: Kamran Akhtar

Label: Gem Tunes