Zindagi Lyrics – Ardh | Sonu Nigam

Zindagi Lyrics

Layegi tu khushi ye kaha tha, Ab nibha le zindagi tera waada, Layegi tu khushi ye kaha tha, Ab nibha le zindagi tera waada.
Tune jo bhi diya raasta main chala, Ho gaya hai safar ab to aadha, Tune jo bhi diya raasta main chala, Ho gaya hai safar ab to aadha.
Aayega kab wo din ye bata ja, Ab nibha le zindagi tera waada, Layegi tu khushi ye kaha tha, Ab nibha le zindagi tera waada.
Chehre kai hai chehre pe mere, Na jane mera hai kon sa, Ho chehre kai hai chehre pe mere, Na jane mera hai kon sa.
Ek zindagi hai kirdaar hai do, Kisko jiyun main kar faisla, Jee raha hoon jo mera khwab na tha, Ab nibha le zindagi tera waada.
Layegi tu khushi ye kaha tha, Ab nibha le zindagi tera waada.
Main roz ghar se ummeed leke, Jata hu aksar ye soch kar, Ho main roz ghar se ummeed leke, Jata hu aksar ye soch kar.
Ke aaj meri badlegi kismat, Dil ko milegi achi khabar.
Hai mera ye veham kya pata tha, Ab nibha le zindagi tera waada, Layegi tu khushi ye kaha tha, Ab nibha le zindagi tera waada.
Tune jo bhi diya raasta main chala, Ho gaya hai safar ab to aadha, Tune jo bhi diya raasta main chala, Ho gaya hai safar ab to aadha.
Aayega kab wo din ye bata ja, Ab nibha le zindagi tera waada, Layegi tu khushi, Haan haan haan.
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Zindagi

Album: Ardh

Artist: Sonu Nigam

Actor: Rajpal Yadav, Rubina Dilaik

Lyricist: Kunaal Vermaa

Musician: Palaash Muchhal

Label: Zee Music Company