Now readingRahul Vaidya

Zindagi Khafa Khafa

Zindagi Khafa Khafa

Zindagi Khafa Khafa

Jise tha toot ke chahaUsi ne dil mera todaMere humraah ne mujhkoHai tanha raah mein chhoda
Chupa ke saari duniya seAshq apne bahata hoonUnhe kaise bataun mainNa unko bhool paata hoon
Aankh hai bhari bhari aur tumMuskurane ki baat karte hoZindagi khafa khafa aur tumDil lagane ki baat karte ho
Mere dil mein jo rahte theHue hai aaj begaaneMere dil mein jo rahte theHue hai aaj begaane
Nazar meri mohabbat koLagi kiski khuda jaane
Hai raaste dhuaa dhuaa aur tumPaas aane ki baat karte hoAankh hai bhari bhari aur tumMuskurane ki baat karte ho
Bade masoom the kal takWahi magroor ban baitheBade masoom the kal takWahi magroor ban baithe
Mujhe tanhaiyan dekeBade mashhoor ban baitheDil hai bujha bujha aur tumGungunane ki baat karte ho
Aankh hai bhari bhari aur tumMuskurane ki baat karte hoZindagi khafa khafa aur tumDil lagane ki baat karte ho
“Mohabbat ke mukaddar meinHar baar judaai haiShahar mein shor hai lekinMere dil mein tanhaai hai”Aankh hai bhari bhari aur tum
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Zindagi Khafa Khafa Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings Zindagi Khafa Khafa?

Zindagi Khafa Khafa is performed by Rahul Vaidya.

Who wrote the lyrics for Zindagi Khafa Khafa?

The lyrics for Zindagi Khafa Khafa were written by Sanjeev Chaturvedi.

Who composed the music for Zindagi Khafa Khafa?

The music for Zindagi Khafa Khafa was composed by Sanjeev Chaturveri.

Which music label released Zindagi Khafa Khafa?

Zindagi Khafa Khafa is associated with Ishtar Music.

Who is featured in Zindagi Khafa Khafa?

Rahul Vaidya and Rashami Desai is featured in Zindagi Khafa Khafa.