Now readingMaya

Haraam

Haraam

Haraam

Duniya ke nizaam meThode achhe kaam meMaza jeene ka ata haiMere sheher ki shaam me
Salaam de achhi soch koJo badnaam haiViraam haiMujhe mila ye inaam hai
Gumnaam haiLikha jo bhi sacha ye paigaam haiTera kaam ab neelaam haiMacha dil me kohraam haiJhootha tera makaam hai
Tabhi to tu nakaam haiIs khel ka kadwa jaam haiHona jo katle-aam haiHaraam hai
Wo soch sare aamMera kaam mera naamYe awaam chakka jaamDil ko thaam dele dhyanTu insaan na bhagwan na shaitanHai kisaan jo mahaan hai aasaanLele gyan meri maanSab samaan le chalaan kar bhugtaan
Jhoothi shaan ki thakaanSaavdhaan hindustan
Umeed roshandaan sabka ek he anjaamHona hai ram naamTo hona kyun pareshan hai bekar mein
Dilon k bazaar meinZindagi rukegi na chadhaav me utaar meinKataar meinKatora leke khade intezaar mein
Afsos kis baat ka murdon k shikaar meAkhbaar meSubha subha machi khalbaliAb baat meri chali
Meri baat hai niraliHar raat hai diwaliAbhi kahan beta teri bala taliHip-hop ki hawa thi abTofaan ayega har gali
Tofaan ayega
Dil mera aflaatoonKadwa zubaan kaAankhon par sil gaye parde joUtaarna mai janta
Na maanta riwaazon me mai mahaantaKaaton ki raahon par kya daudna aasaan thaEk time tha jab desh ke jawano me naam thaKoi bhagat, koi aazaadKoi ashfaaq ullah khan tha
Na hindu musalmaan thaMazhab nahi makaam thaKya achha samay wahi thaJab desh ye gulaam tha
Saavdhaan hindustan
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Haraam Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

Performed by

Maya

FAQ

Good to know

Who sings Haraam?

Haraam is performed by Maya.

Who wrote the lyrics for Haraam?

The lyrics for Haraam were written by Maya.

Who composed the music for Haraam?

The music for Haraam was composed by Maniac and Team Darks.

Which music label released Haraam?

Haraam is associated with Darks Music Company.