Yeh Chahatein Lyrics – Arjun Kanungo

Yeh Chahatein - Arjun Kanungo

Tu kaun hai tu hai nasha, Tu hai zehar tu hai dawa, Yeh chahatein yeh chahatein, Main hu dua tu aag hai.
Tu thi kabhi meri kahaan, Majak hai ye pyaar ka, Yeh chahatein hai aafatein, Hume yunhi dooba rahe.
Tu na jachdi mujhe, But i want you, Hai galat tere sath sahi kyun, Har raat farebi yeh baatein, Subah hote hi pal yeh bane dhuaan .
Pyaar nahi yeh bekaar hai, Saturday ka yeh bukhaar hai, Subah 4 baje wala pyaar hai.
Hu main khud se khafa, Bewafa bewafa.
Main kon hu tere bina, Main bewafa tu hai wajah, Ye chahatein ye chahatein, Main na raha bass ye rahe.
Main hu bura tu pari kahan, Mohabat nahi ye daag tha, Yeh chahatein hai aafatein, Tabahiyan yeh chahatein.
Pyaar nahi ye bekaar hai, Saturday ka ye bukhaar hai, Subah 4 baje wala pyaar hai.
Tere jaise mere 4 hai, Saturday ka ye bukhaar hai, Subah 4 baje wala pyaar hai.
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Yeh Chahatein

Artist: Arjun Kanungo

Lyricist: Arjun Kanungo

Musician: Arjun Kanungo

Label: Arjun Kanungo