Kabhi Yun Lyrics – Mohammed Irfan

Kabhi Yun - Mohammed Irfan

Kabhi yun ho ki main Badlon par nazme likh du Kabhi yun ho ki main Badlo par nazme likh du
Kaun jaane kabhi savan mein Tum par jaa barse Kaun jaane kabhi savan mein Tum par jaa barse
Kabhi yun ho, kabhi yun ho Kabhi yun ho
Hawaon par nazme likh du Hawaon par nazme likh du Kaun jaane kabhi mera ankaha paigam Tumhe chhu kar haaa Tumhe chhu kar jata de jata de Kabhi yun ho
Ret par nazme uker du Kya pata tumhare paav tale aa jaye Aur nazmon mein apna jikar paa
Tum andar tak sihar jaao thitak jaao Aur us ek pal khayalo mein Bas main rahu bas main rahu Aur us ek pal khayalo mein Bas main rahu Kabhi yun ho
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Kabhi Yun

Artist: Mohammed Irfan

Actor: Aditi Gulati, Nawab Ahmad

Lyricist: Sangeeta Gupta

Musician: Anurag Saikia

Label: T-Series