Balma Lyrics – Javed Bashir

Balma Lyrics

Zindagi ke liye ab aur toh kya rakha hai Ik teri yaad ko, ik teri yaad ko Seene se laga rakha hai
Saajna maahiya sohneya balma Saajna maahiya sohneya balma
Na yun tarsa balma Tu mohre ghar aa balma Na yun tarsa balma Tu mohre ghar aa balma Rowat hai mohre nain Tohri yaad aaye piya re
Na yun tarsa balma Tu mohre ghar aa balma Rowat hai mohre nain Tohri yaad aaye piya re
Na yun tarsa balma Tu mohre ghar aa balma
Beete naa hi ik pal kaise bitaun Tohre bin saiyaan main to chain na paaun Beete naa hi ik pal kaise bitaun Tohre bin saiyaan main to chain naa paaun
Tu laut ke aa balma Na yun tadpa balma Birha sataye din rain Jiya nahi jaye piya re
Na yun tarsa balma Tu mohre ghar aa balma
Saajna maahiya sohneya balma Saajna maahiya sohneya balma
Rowat hai mohre nain Tohri yaad aaye piya re Na yun tarsa balma Tu mohre ghar aa balma
Teri surat se nahi milti Kisi ki surat
Teri surat se nahi milti Kisi ki surat Hum jahaan mein Teri tasveer liye firte hai
Tu daras dikha balma Tu mohre ghar aa balma Tu daras dikha balma Tu mohre ghar aa balma
Na yun tarsa balma Tu mohre ghar aa balma Na yun tarsa balma Tu mohre ghar aa balma
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Balma

Artist: Javed Bashir

Lyricist: Javed Bashir

Musician: Kamran Akhtar

Label: SUFISCORE