Rang Dariya Lyrics – Chehre | Yasser Desai

Rang Dariya Lyrics

Yaara mujhe tu aise aa mila Jaise kaafir ko milta hai khuda Karoon laakh baari tera shukriya Bin mange tune itna de diya
Mera safina oh paar laga de Ya tu mita de Ya tu banade koi jariya
Rang dariya rang dariya Teri aakhon ka ye rang dariya Sufiyana ishq ka rang dariya

Main bandeya jaun rangeya Main bandeya jaun rangeya Beparwah ye dil jaye kareya
Rang dariya rang dariya Teri aakhon ka ye rang dariya Sufiyana ishq ka rang dariya
Koi bandhe mannate koi mange jannate Main to naacheej teri chaah ka sawali hoon Likh ke teri chahtein karde dastakhat tere Muddaton se jo pada koi khat main khali hoon
Chale saari rahein hum sang mein Tere hi rangune rang de kori ye chadriya
Rang dariya rang dariya Teri aakhon ka ye rang dariya Sufiyana ishq ka rang dariya
Rang dariya rang dariya Teri aakhon ka ye rang dariya Sufiyana ishq ka rang dariya
Chehro ki bheed mein tu pasand aa gaya Meri najar mein teri tasveer rehti hai Hua main ameer paake teri dildariyan Sun ye mere khwabon ki tadeer kehti hai
Hona kabhi tu mujhse judaa na Chahe khuda ya chahe khafa ho sari duniya
Rang dariya rang dariya Teri aakhon ka ye rang dariya Sufiyana ishq ka rang dariya
Rang dariya rang dariya Teri aakhon ka ye rang dariya Sufiyana ishq ka rang dariya
Main bandeya jaun rangeya Main bandeya jaun rangeya Beparwah yeh dil jaye kareya
Rang dariya rang dariya Teri aakhon ka ye rang dariya Sufiyana ishq ka rang dariya
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Rang Dariya

Album: Chehre

Artist: Yasser Desai

Actor: Emraan Hashmi, Krystle D'Souza

Lyricist: Farhan Memon

Musician: Gourov Dasgupta

Label: Zee Music Company