Main Chala Lyrics – Guru Randhawa | Iulia Vantur
Main Chala Lyrics
Main chala teri taraf Tu chale aur kahin Main chala teri taraf Tu chale aur kahin
Main muda teri taraf Tu mude aur kahin
Tujhe aisa lagta hai Haath chadd gayi Teri galatfahmi hai Main to kahin mud gayi Tere galatfahmi mein Main kahin ki na rahi
Main badha teri taraf Tu badhe aur kahin Main chala teri taraf Tu chale aur kahin
Ankhiyan da rona tainu Dikhta nahi tha Dil pe tera naam maine Likha kahin tha Likha kahin tha dikhta nahi tha
Ye jo ho gaya hai Ye to hona nahi tha Tujhko paake yaara maine Khona nahi tha Tu jo mud jati to main jee jata
Main to dekhun teri taraf Tu to dekhe aur kahin Main to dekhun teri taraf Tu to dekhe aur kahin
Main chala teri taraf Tu chale aur kahin
Takdi rawan main tainu Jee mera karda hai Ek do kadam tere bin Aage nahi badhta hai Aage nahi badhta hai Jee nahi karta hai
Aage badhke kyu nahi mera Haath tham lete hai Saath tera main deta kyu Sath nahi deti hai Main to pagla tha kuch Samajh nahi pata
Meri raah teri taraf Teri raah aur kahin Meri raah teri taraf Teri raah aur kahin
Main chala teri taraf Tu chale aur kahin
Tujhe aisa lagta hai Haath chadd gayi Teri galatfahmi hai Main to kahin mud gayi Tere galatfahmi mein Main kahin ki na rahi
Meri raah teri taraf Teri raah aur kahin Meri raah teri taraf Teri raah aur kahin
        Song Credits
Song: Main Chala
Artist: Guru Randhawa, Iulia Vantur
Actor: Pragya Jaiswal, Salman Khan
Lyricist: Shabbir Ahmed
Musician: Shabbir Ahmed
Label: T-Series
