Now readingArjun Kanungo

Fursat Hai Aaj Bhi

Fursat Hai Aaj Bhi

Fursat Hai Aaj Bhi

Bhoolna kya, bhulaana kyaRoothna kya, manaana kyaDil ko behlaane kaAur bas hai bahaana kya
Zindagi ka thikaana kyaDil kabhi tha sayaana kyaRooh mein tu hai mehfoozPhir tera jaana kya
Tujhe khoya nahin tha kabhiTu hai yahin kahin aaj bhi
Fursat ka jo har lamhaa haiMujhse bas ye kehta haiAadat teri baaton ki aaj bhi
Teri ankhon ne jo dekhe theyMeri ankhon mein wo sapne hainSarhad nahin khwaabon ki aaj bhiTu hai aaj bhi
Bin bulaaye ye aana kyaAa gaye toh hai jaana kyaTeri yaadon se behtar haiDil ka thikaana kya
Tere mere woh pal meetheyKum lagey saath jo beeteyPar tu hai door ye meriAnkhon ne maana kya
Tujhe bhoola nahin tha kabhiTu hai mere kareeb aaj bhi
Fursat ka jo har lamha haiMujhse bas ye kehta haiAadat teri baaton ki aaj bhiMmmmm… aaj bhi
Teri ankhon ne jo dekhe theyMeri ankhon mein wo sapne hainSarhad nahin khwaabon ki aaj bhiTu hai aaj bhi
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Fursat Hai Aaj Bhi Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings Fursat Hai Aaj Bhi?

Fursat Hai Aaj Bhi is performed by Arjun Kanungo.

Who wrote the lyrics for Fursat Hai Aaj Bhi?

The lyrics for Fursat Hai Aaj Bhi were written by Mayur Puri.

Who composed the music for Fursat Hai Aaj Bhi?

The music for Fursat Hai Aaj Bhi was composed by Arjun Kanungo.

Which music label released Fursat Hai Aaj Bhi?

Fursat Hai Aaj Bhi is associated with VYRLOriginals.