Mera Aasmaan Jal Gaya Lyrics (PS2) – Arijit Singh
Mera Aasmaan Jal Gaya Lyrics
Mera aasmaan jal gaya re, Chand ko aag lagi, Aasmaan pe rakh hi rakh uddi hai, Jal gaya mera aasmaan.
Aakhein behti hai janiya, Palke jaltin hai, Jeene ka pal pal gaya janiya, Jal gaya mera aasmaan.
Paaon mein veerana, Dil mein ujada hai janiya, Jaye kahan deewana, Jal gaya mera aasmaan.
Adhi adhi raat mein, Kabhi tum nind mein bulati thi, Raat jal gayi wo janiya, Khwab jal gaya re.
Badalon se naram the janiya, Hath jo sehlate the, Aakhon hi se bolti thi tum, Hoth jo behlate the.
Mera aasmaan jal gaya re, Chand ko aag lagi, Aasmaan pe rakh hi rakh uddi hai, Jal gaya mera asmaan.
Aag hi aag hai meri, Char dishaon mein, Pag pag padde hai chale, Ab mere paav mein.
Kon se jahan main, Ab tujhe jaun khoju re, Mere ahr jahan ka nishan, Jal gaya jal gaya re.
Mera aasmaan jal gaya re, Chand ko aag lagi, Aasmaan pe rakh hi rakh uddi hai, Jal gaya mera asmaan.
Aakehin behti hai janiya, Palke jalti hai, Jeene ka pal pal gaya janiya, Jal gaya mera aasmaan.
Song Credits
Song: Mera Aasmaan Jal Gaya
Album: PS2 (Tamil)
Artist: Arijit Singh
Actor: Aishwarya Rai Bachchan, Vikram
Lyricist: Gulzar
Musician: A R Rahman
Label: Tips Official