Deewani Lyrics – Sachet Parampara
Deewani Lyrics
Tera mujhse jiya Jo ab laga hai piya To sauda kar liya dil da
Ab door nahi jana Maine dekha hai zamana Tere jaisa nahi milda
Tu bhi mera hone laga Main bhi tera hone laga Madham madham madham madham
Yun hi safar guzre Tore sang laagi aisi ankhiyan Tore sang laagi aisi ankhiyan Chain mohe na aaye
Oh tore sang laagi aisi ankhiyan Chain mohe na aaye
Main to deewani teri Deewani teri deewani deewani Main to deewani teri Deewani teri deewani deewani
Haan saudebaazi nahi humne ki hai Mahiya zindagi tujhko di hai Umar ye saari tujhpe hai waari Tere haq mein sansein kardi hai
Ishq mein tere hi Dhalne lage jaise Paniyon mein rang hai Ghula piya
Main to jaagi rahi so na sakiyan Main to jaagi rahi so na sakiyan Chain mohe na aaye
Oh tore sang laagi aisi ankhiyan Chain mohe na aaye
Main to deewani teri Deewani teri deewani deewani Main to deewani teri Deewani teri deewani deewani
Deewani deewani deewani..
Song Credits
Song: Deewani
Artist: Parampara Tandon, Sachet Tandon
Actor: Parampara Tandon, Sachet Tandon
Lyricist: Kumaar
Musician: Sachet-Parampara
Label: T-Series
