Now readingAnuv Jain

Alag Aasmaan

Alag Aasmaan

Alag Aasmaan

Nayi nahi hai yeh baatein wahiFir is mod par hum mile hainNa jaane ab milenge hum kabhiTo ruk jao ek pal yahan pe
Yeh naram chadaron ki silvateinTujhe abhi bula rahi haiNa jaao door inse kahein yeh sukoonKahan pe hai hasil dil ko mere
Yeh hai pata kiMilon ka ye faasla haiAlag aasmaan bhi haiToh kya yeh dil na maane
Ye gaadiyon ki aisi daudh saTera bhi dil daudhta haiHaan ja rahe ho door tum toh kya
Main hi toh dil ka musafirToh ek baar fir tu hanske zaraDekh le meri inn aankhon meinMain kaid kar lu har woh palTera teri yeh baatein jo hain!
Toh aur kya hai yeh baatein bataKyu ab din bhi dhalta nahiYe na ho to hu-u-u-u
Tum ude ja rahe yeh aasmaan meinKhidkiyon se dekh tu pahadon koYun chote se lageHai kitne bade jo ho samne hey-e-e
Door jo hain khadeUnhe bhi ye humari zindagi yunTitliyon si choti choti si lageHai kitni badi nahi jante ayy
Khali ghar teraYeh chabiyon ki gunj aiseTujhe dara rahiTu darna nahi main hu yahi par
Ab alag aasmaan haiAur hai zameen bhiKuch alag siPar miloge jab kabhiToh dekhna tabhiMain kuch alag nahi eee
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Alag Aasmaan Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings Alag Aasmaan?

Alag Aasmaan is performed by Anuv Jain.

Who wrote the lyrics for Alag Aasmaan?

The lyrics for Alag Aasmaan were written by Anuv Jain.

Who composed the music for Alag Aasmaan?

The music for Alag Aasmaan was composed by Angad Singh Bahra.

Which music label released Alag Aasmaan?

Alag Aasmaan is associated with Anuv Jain.