Baarish Mein Tum
Tumhen bolna pasand haiMujhe bolte hue tumTumhen hasna pasand haiMujhe haste hue tum
Bas itna hi farak haiTeri meri pasand meinTumhen sab kuch pasand haiAur mujhe pasand ho tum
Tumko baarish pasand haiMujhko baarish mein tumTumko baarish pasand haiMujhko baarish mein tum
Hmm har baadal se pooch lenaHume chaahten hai tumhariHai khabar aasmaan ko bhiHume aadaten hai tumhari
Hmm har baadal se pooch lenaHume chaahten hai tumhariHai khabar aasmaan ko bhiHume aadaten hai tumhari
Ye to jane khuda bhiTu hi ik bas na maaneTum ho har ik dua meinHar guzarish mein tum
Tumko baarish pasand haiMujhko baarish mein tumTumko baarish pasand haiMujhko baarish mein tum
Ho har din milne humseSawan ka baadal bankar aanaHmm hum hai deewane tereTu bhi pagal bankar aana
Ho tumhen bheegna achha lagta haiMujhe bheegti hui tumTo fir baarish ke har mausam meinMere sath hi rehna tum
Ke dekh mohabbat meriKhuda bhi wo hairaan haiHo gayi jo aaj mukammalThi khwahish mein tum
Tumko baarish pasand haiMujhko baarish mein tumTumko baarish pasand haiMujhko baarish mein tum
Watch now
Baarish Mein Tum Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Neha Kakkar, Rohanpreet Singh
Words by
Samay
Music by
Harsh Kargeti, Showkidd
Music label
T-Series
Featuring
Gauahar Khan, Zaid Darbar
FAQ
Good to know
Who sings Baarish Mein Tum?
Baarish Mein Tum is performed by Neha Kakkar and Rohanpreet Singh.
Who wrote the lyrics for Baarish Mein Tum?
The lyrics for Baarish Mein Tum were written by Samay.
Who composed the music for Baarish Mein Tum?
The music for Baarish Mein Tum was composed by Harsh Kargeti and Showkidd.
Which music label released Baarish Mein Tum?
Baarish Mein Tum is associated with T-Series.
Who is featured in Baarish Mein Tum?
Gauahar Khan and Zaid Darbar is featured in Baarish Mein Tum.
