Barsaat Aa Gayi
Wada kiya tha tumne mujheAaoge sawan mein milneEk doosre ke ho jayengeLagne laga hai ye dil mein
Mat pucho haal dil kaTum mujhse o sanamSeene mein ab sanseinPadne lagi mujhko kam
Chaya jo badalTeri yaad aa gayiTum jo aaye yaaraTo barsaat aa gayi
Tere mere milneKi raat aa gayiTum jo aaye yaara to
Tum jo aaye yaara toBarsaat aa gayiBarsaat aa gayi
Barsaat aa gayiBarsaat aa gayi
Tu ban jaye hawayein toMain khushbu sa bikhar jaunTu baarish banke aaye joMain badal sa baras jaun
Bhale jitni udasi hoTujhe dekhun to hass jaunTere khatir zamana kyaKhuda tak se bhi lad jaun
Main chalunga bin tumhareEk bhi na ab kadamSath tere jee raha hoonHar pal mein sau janam
Chaya jo badalTeri yaad aa gayiTum jo aaye yaara toBarsaat aa gayi
Tere mere milneKi raat aa gayiTum jo aaye yaara to
Tum jo aaye yaara toBarsaat aa gayiBarsaat aa gayi
Barsaat aa gayiBarsaat aa gayi
Ho ho ho ho..
Tum jo aaye yaara toBarsaat aa gayiBarsaat aa gayi
Watch now
Barsaat Aa Gayi Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Shreya Ghoshal, Stebin Ben
Words by
Kunaal Vermaa
Music by
Javed-Mohsin
Music label
VYRL Originals
Featuring
Hina Khan, Shaheer Sheikh
FAQ
Good to know
Who sings Barsaat Aa Gayi?
Barsaat Aa Gayi is performed by Shreya Ghoshal and Stebin Ben.
Who wrote the lyrics for Barsaat Aa Gayi?
The lyrics for Barsaat Aa Gayi were written by Kunaal Vermaa.
Who composed the music for Barsaat Aa Gayi?
The music for Barsaat Aa Gayi was composed by Javed-Mohsin.
Which music label released Barsaat Aa Gayi?
Barsaat Aa Gayi is associated with VYRL Originals.
Who is featured in Barsaat Aa Gayi?
Hina Khan and Shaheer Sheikh is featured in Barsaat Aa Gayi.
