Dagaa Lyrics – Himesh Reshammiya | Mohd Danish

Dagaa Lyrics

Tajjub hota hai teri khudgarji teri zurrat se Kambakht ruksat nahi ho sakta teri ulfat se
Jab se tum dagaa karke juda ho gaye Hum tabaah barbaad fanaa ho gaye Jab se tum dagaa karke juda ho gaye Hum tabaah barbaad fanaa ho gaye
Hum tabaah barbaad fanaa ho gaye Hum tabaah barbaad fanaa ho gaye
Ye baat tere liye aam hai Dil todna to tera kaam hai Tu husn pe kitni magroor hai Teri adavat to mash-hoor hai
Yun hi tadap ke hi mar jaunga Main aye dilruba Ruswa tujhe bhi kar jaunga Main aye dilruba
Jee chahta hai du gaali tujhe Par dil ijajat na deta mujhe Raton ko tanha jo soyegi tu Karke mujhe yaad royegi tu
Roye roye mera dil bezubaan Leli tune meri jaan
Jab se tum dagaa karke juda ho gaye Hum tabaah barbaad fanaa ho gaye Jab se tum dagaa karke juda ho gaye Hum tabaah barbaad fanaa ho gaye
Hum tabaah barbaad fanaa ho gaye Hum tabaah barbaad fanaa ho gaye
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Dagaa

Artist: Mohd Danish

Lyricist: Sameer

Musician: Himesh Reshammiya

Label: Himesh Reshammiya Melodies