Damn Lyrics – Raftaar, Kr$Na

Damn Lyrics

Yah yah….
Kabhi kabhi mujhe lage Mere pichhe ek saaya Jo aaya hai mujhe bataane ki Wo aage jaada jo chaate jamaane ki Latt badi lagi jinhein auron ki khane ki Haan kitna hi khaa lenge haan Kitna bacha lenge haan ya ya
Bhage jo inka baabarchi inke Toh khud ka bana lenge kya ya ya Kud ko sambhalenge kya Ya karma mitayenge haan haan Khud jo hai ghar pade Humkon wo ghar pe bitha lenge kya
Par mujhe kya? mujhe kya? Main kisi ki nahi sunta Mujhe poore karne hai armaan ghar ke Aur sapne jo main buntaan Kafi dabi padi mere dil mein hai baatein Dil se na nikle wo stdio ki wo raatein Aayi gayi jaane kitni hai barshatein Jo pehle mere bhai the wo Ab bhi mere sath hai ye
Aankhein milayoge na Ya aankein churayoge haan aa aa Sabse banaate ho baatein Par khud ko bana loge kya
Kyunki main deta nahi damn Kyunki main deta nahi damn Ya ya
Kyunki main deta nahi damn Kyunki main deta nahi damn Ya ya
Par ab main deta nahi damn Haan ab main deta nahi damn Ye ye Par ab main deta nahi damn Haan ab main deta nahi damn
Kyunki main deta nahi damn Kyunki main deta nahi damn I don’t give a damn
Kyunki main deta nahi damn Kyunki main deta nahi damn I don’t give a damn
Par ab main deta nahi damn Haan ab main deta nahi damn Ye ye Par ab main deta nahi damn Haan ab main deta nahi damn
Samjh nahi paate, samjh nahi paate Mujhe ye samjh nahi paate Karte ye bas ek hi baatein Par chashmein laga ke bhi nazar nahi aate Main toh deta nahi damn Karne mein khatam main leta nahi time Saath mein laaya main ye wali gang Kalamkaar meri ek aadi fam
Rakhun main paas Kareeb jo mere hai khaas Baaki na karta bardaash Gaano mein chhodu main laash Antim ardaash
Paisa hai paas ab meri zuban ka Inko samajh nahi aata Aaj jo kala hai khud hi toh kara hai Kisi ka namak nahi khata Kehna hai jo keh do, keh do Milta nahi change se chango Hater hai sakdon par main thankful Karun main handle shukriya fans ko Bante hai aaj bans bro Bante hai aaj bans bro Rap jaise band ho Muskute jaate hai bangkok
Kyunki main deta nahi damn Kyunki main deta nahi damn Deta nahi damn
Kyunki main deta nahi damn Kyunki main deta nahi damn Deta nahi damn
Haan ab main deta nahi damn Haan ab main deta nahi damn Deta nahi damn
Par ab main deta nahi damn Na ab main deta nahi damn Ye ye
Kyunki main deta nahi damn Kyunki main deta nahi damn I don’t give a damn
Kyunki main deta nahi damn Kyunki main deta nahi damn I don’t give a damn
Par ab main deta nahi damn Haan ab main deta nahi damn Ye ye Par ab main deta nahi damn Haan ab main deta nahi damn
Ghar pe lambi gaadi Ghar pe bakse mein hai roli Rehta apne trip mein Par main khata nahi mauli Stdio hai ghar mein Office 200 meter door Boli meri meethi Par main haathon se mazdoor
Na na mere aage na dore chala Na na le lenge free ki salaah Haan haan manega meri kaha Haan haan sab bhula ke Ja dushman ko gale laga
Being an artist, being me That was my best excuse for being crazy
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Damn

Album: Mr Nair

Artist: Kr$Na, Raftaar

Lyricist: Kr$Na, Raftaar

Musician: Raftaar

Label: Zee Music Company