Gaya Gaya Gaya
Gaya gaya gaya dil ye gayaKaise hua ye bataHuya huya huya ye to huyaNazron se teri zibah
Teri saanson ne chhu karJo zakhm diyeKaise wo honge shifa
Mere ghavon se ristaTapakta sa khoonKehta tujhe shukriya
Ghayal kiya tune mera dilMera dil meri jaan meri roohMarham diya tune sang dilMujhko mere jigar ka lahu
Gaya gaya gaya dil ye gayaKaise hua ye bataHuya huya huya ye to huyaNazron se teri zibah
Lab ye tereKhanjar se hai
Baatein tikhi tikhi zehar sareekhiThodi aanki banki talvar siChubbhti hai mujhe dansti hai mujheKaatati hai ek auzaar si
Bandhe tak takiMain to luti pitiYun hi mar miti bezaar siAaj main to sukoon seHaan bekhauf ho gayi fanaa
Ghayal kiya tune mera dilMera dil meri jaan meri roohMaraham diya tune sang dilMujhko mere jigar ka lahu
Gaya gaya gaya dil ye gayaKaise hua ye bataHuya huya huya ye to huyaNazron se teri zibah
Gaya gaya gaya dil ye gayaKaise hua ye bata
Watch now
Gaya Gaya Gaya Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Rupali Moghe, Shashwat Singh
From the album
Chup
Words by
Swanand Kirkire
Music by
Amit Trivedi
Music label
Saregama Music
Featuring
Dulquer Salmaan, Shreya Dhanwanthary
FAQ
Good to know
Who sings Gaya Gaya Gaya?
Gaya Gaya Gaya is performed by Rupali Moghe and Shashwat Singh.
Which album is Gaya Gaya Gaya from?
Gaya Gaya Gaya appears on the album Chup.
Who wrote the lyrics for Gaya Gaya Gaya?
The lyrics for Gaya Gaya Gaya were written by Swanand Kirkire.
Who composed the music for Gaya Gaya Gaya?
The music for Gaya Gaya Gaya was composed by Amit Trivedi.
Which music label released Gaya Gaya Gaya?
Gaya Gaya Gaya is associated with Saregama Music.
Who is featured in Gaya Gaya Gaya?
Dulquer Salmaan and Shreya Dhanwanthary is featured in Gaya Gaya Gaya.
