Ghar Nahi Jaana Lyrics (Gumraah) – Armaan Malik
Ghar Nahi Jaana Lyrics
Na naina maane naina maane na Maane kehna ji re Jag jag sari raat aash na bhi re
Aisi aadat lag gayi hai Ek kasak si jag gayi hai Ishq ki tune jo dhun hai sunayi
Oo piya re o piya re Kaid tujhme ye jiya re Na mile mujhko kabhi bhi rihaai
Ye duniya jal jaye jal jawe Badan ye nach nach ke thak jawe Subah tak ankhiyon ko neend na aawe Aaj ghar nahi jaana
Ye duniya jal jaye jal jawe Badan ye nach nach ke thak jawe Subah tak ankhiyon ko neend na aawe Aaj ghar nahi jaana
Dil ye mera tujhme dhadke Main chalun teri saans banke Farak koi bhi nahi kar pawe
Tu hai meri main hoon tera Bas yahi hai khwab mera Hai dua bas tu mujhe mil jawe
Ye duniya jal jaye jal jawe Badan ye nach nach ke thak jawe Subah tak ankhiyon ko neend na aawe Aaj ghar nahi jana
Ye duniya jal jaye jal jawe Badan ye nach nach ke thak jawe Subah tak ankhiyon ko neend na aawe Aaj ghar nahi jana nahi jana
Na naina maane naina maane na Maane kehna ji re Jag jag sari raat aash na bhi re
Song Credits
Song: Ghar Nahi Jaana
Album: Gumraah
Artist: Armaan Malik, Salma Agha, Zahrah S Khan
Actor: Aditya Roy Kapur, Mrunal Thakur
Lyricist: Rashmi Virag
Musician: Tanishk Bagchi
Label: T-Series
