Now readingParul Mishra

Hai Kamaal

Hai Kamaal

Hai Kamaal

Naye raston parNayi manjile haiNaye log saareNayi mehfile hai
Jahan pyaar dekarMile pyaar hamkoWahi humsafar haiWahi kaafile hai
Hai kamaal aise hi chalnaHai kamaal wakt badalnaHai kamaal subah ka honaHai kamaal rat ka dhalna
Lekar chala hai tumhe wakt jahanIs pal wahan tera sab haiKarvat samay ne li hai aaj agarIska koi matlab hai
Tere hisse ka hai joTune hi karna hai wo
Hai kamaal raahon ka milnaHai kamaal milke chalnaHai kamaal wakt badalna
Ho ho ho ho
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Hai Kamaal Music Video