I’m Flyin Lyrics – Akull
I'm Flyin Lyrics
Akull on the beat yeah!
Nazron se jo nazrein mili Teri nazron mein main kho gaya Mere pair patang ban gaye Teri khushboo ka jo asar ho gaya
Jo bhi ho raha acha lag raha Jhootha sa ye khwab Mujhe sacha lag raha
Udne laga hu main udne laga Teri wajah se main udne laga hu yaar Udne laga hu main udne laga Tune di hawa to main udne laga
I’M flyin
Badalon se hone lagi hai yaariyan Aasman se aage jane ki taiyariyan Badlon se hone lagi hai yaariyan Chand pe hai teri meri dawedariyan
Na tujhe khabar Na mujhko pata Ishq hai ya fir Sitaron ki dua
Udne laga hu main udne laga Teri wajah se main udne laga hu yaar Udne laga hu main udne laga Tune di hawa to main udne laga
I’M flyin
Ab zameen pe ye dil na lage Ab hawa mein hi pyaar karein Ek saans main dono jeeyein Kate raatein yahi ho subah
Udne laga hu main udne laga Tere isharon pe main udne laga hu yaar Udne laga hu main udne laga Tune di hawa toh main udne laga