Inaayat Lyrics – Tanzeel Khan
Inaayat Lyrics
Meri ye dono aankhein Dhoonde tujhi ko aise Jaise hai tujhse hi ab vaasta
Doori na tere mere Dil darmiyan yun chahun Fir bhi na jaane kyun hai faasla
Parvaah na meri hai zameen Na mera aasmaan Main jaaun jahan bhi Main dekhu tujhi ko Yeh kaisa nasha sa
Tu meri hi thi aur meri hi rahe Main jaaun jahan bhi duaein yeh maangu Hmesha yun rozaana
Jaaga raha teri yaad mein main Jaaun jahan wahan paaun tujhe Joodi tujhi se har khwaishein Meri inaayat tu
Jaaga raha teri yaad mein main Jaaun jahan wahan paaun tujhe Joodi tujhi se har khwaishein Meri inaayat tu
Meri inaayat tu Meri inaayat tu
Mujhmein samaya tu hai Tera main hu aise Jaise un badalon ka aasmaan
Jin kahaniyon mein maujudgi na teri Feeki har ik wo daastaan
Oh tu meri hai raahi Sunn meri jubaani Main jaaun jahan bhi Main dekhu tujhi ko Yeh kaisi kahani
Mera kuch bhi nahi tha Main tha yun akela Bhula saare gamon ko Jo mere jahan mein Tu laya sawera
Jaaga raha teri yaad mein main Jaaun jahan wahan paaun tujhe Joodi tujhi se har khwaishein Meri inaayat tu
Jaaga raha teri yaad mein main Jaaun jahan wahan paaun tujhe Joodi tujhi se har khwaishein Meri inaayat tu
Meri inaayat tu Meri inaayat tu Meri inaayat tu Meri inaayat tu
Sir pe chadhi hai tu Kuch ab yun mere Baatein teri galat bhi Ab sahi lage
Kehti hai tu na hai koi pari magar Mujhko toh jannat tera ghar lage
Song Credits
Song: Inaayat
Artist: Tanzeel Khan
Actor: Ashi Khanna, Tanzeel Khan
Lyricist: Tanzeel Khan
Musician: Tanzeel Khan
Label: Tanzeel Khan