Jaanay Iss Dil Lyrics – Hadiqa Kiani

Jaanay Iss Dil Lyrics

Nabzein bhi barkarar hai Saans bhi chal raha hai kuch Aaj ka din guzar gaya Kal ki mujhe khabar nahi Kal ki mujhe khabar nahi
Jaanay iss dil ka haal kya hoga Jaanay iss dil ka haal kya hoga Jaanay iss dil ka haal kya hoga Jaanay iss dil ka haal kya hoga
Tera vaada agar wafa hoga Tera vaada agar wafa hoga
Jaane iss dil ka haal kya hoga Jaane iss dil ka haal kya hoga Jaane iss dil ka haal kya hoga
Tera vaada agar wafa hoga Tera vaada agar wafa hoga Tera vaada agar wafa hoga
Is tarah woh parsha Mujhse juda hota gaya Mera sir jhukta gaya Aur woh khuda hota gaya Pher kar nazrein mila Mujhse woh gairo ki tarah Dekhta main reh gaya Woh bewafa hota gaya
Tera vaada agar wafa hoga Tera vaada agar wafa hoga
Hum na baaz aayenge mohabbat se Hum na baaz aayenge mohabbat se Hum na baaz aayenge mohabat se Jaan jayegi aur kya aur kya hoga Jaan jayegi aur kya aur kya hoga
Wo aaye humari lash pe Deewana vaar aaye Isi ko maut kehte hai Toh yaar ab bar bar aaye Jaan jaegi aur kya aur kya hoga Jaan jaegi aur kya hoga
Unki taraf se tarke mulakaat ho gayi Unki taraf se tarke mulakaat ho gayi Unki taraf se tarke mulakaat ho gayi Unki taraf se tarke mulakaat ho gayi
Hum jisse dar rahe the Hum jisse dar rahe the Hum jisse dar rahe the Woh hi baat ho gayi
Jaan jayegi aur kya aur kya hoga Jaan jayegi aur kya hoga
Khuda kare, khuda kare Haan khuda kare Meri tarah kisi pe aaye dil Tu bhi jigar ko tham ke Kehta phire ke haaye dil
Jaan jayegi aur kya hoga Jaan jayegi aur kya hoga
Mehfil mein baar baar unhi par nazar gayi Mehfil mein baar baar unhi par nazar gayi Humne bachai lakh magar phir udhar gayi Humne bachai lakh magar phir udhar gayi
Unki nigahein naaz mein jadoo zaroor tha Unki nigahein naaz mein jadoo zaroor tha Jis par padi usi ke jigar mein utar gayi
Jaan jayegi aur kya hoga Jaan jayegi aur kya hoga
Aye dil tod ke Aye dil tod ke Aye dil tod ke jaane wale Zara dil ki baat batata ja haaye Ab main dil ko kya samjhau Ab main dil ko kya samjhau
Ab main dil ko kya samjhau Tu mujhko samjhata ja Jaan jayegi aur kya hoga Jaan jayegi aur kya hoga
Ve mahiya, ve sohna Husan-E-Yusuf ki kasam Takhat-E-Sulekhan ki kasam Jaan jayegi aur kya hoga Jaan jayegi aur kya hoga
Hashar mein mera hashar kya hoga Hashar mein mera hashar kya hoga
Hashar mein mera hashar kya hoga Teri jaanib agar khuda hoga Teri jaanib agar khuda hoga Teri jaanib agar khuda hoga
Jaane is dil ka haal kya hoga Jaane is dil ka haal kya hoga Jaane is dil ka haal kya hoga Jaan jayegi aur kya hoga
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Jaanay Iss Dil

Artist: Hadiqa Kiani

Lyricist: Hadiqa Kiani

Musician: Ustad Dildaar Hussain

Label: SUFISCORE