Jaanay Iss Dil Lyrics – Hadiqa Kiani

Jaanay Iss Dil Lyrics by Hadiqa Kiani is latest Hindi song with music given by Ustad Dildaar Hussain while Jaane Iss Dil song Lyrics are written by Hadiqa Kiani and video is released by Sufiscore. Get Jaanay Iss Dil Song Information

Jaanay Iss Dil Lyrics

Nabzein bhi barkarar hai, Saans bhi chal raha hai kuch, Aaj ka din guzar gaya, Kal ki mujhe khabar nahi, Kal ki mujhe khabar nahi.
Jaanay iss dil ka haal kya hoga, Jaanay iss dil ka haal kya hoga, Jaanay iss dil ka haal kya hoga, Jaanay iss dil ka haal kya hoga.
Tera vaada agar wafa hoga, Tera vaada agar wafa hoga.
Jaane iss dil ka haal kya hoga, Jaane iss dil ka haal kya hoga, Jaane iss dil ka haal kya hoga.
Tera vaada agar wafa hoga, Tera vaada agar wafa hoga, Tera vaada agar wafa hoga.
Is tarah woh parsha, Mujhse juda hota gaya, Mera sir jhukta gaya, Aur woh khuda hota gaya, Pher kar nazrein mila, Mujhse woh gairo ki tarah, Dekhta main reh gaya, Woh bewafa hota gaya.
Tera vaada agar wafa hoga, Tera vaada agar wafa hoga.
Hum na baaz aayenge mohabbat se, Hum na baaz aayenge mohabbat se, Hum na baaz aayenge mohabat se, Jaan jayegi aur kya aur kya hoga, Jaan jayegi aur kya aur kya hoga.
Wo aaye humari lash pe, Deewana vaar aaye, Isi ko maut kehte hai, Toh yaar ab bar bar aaye, Jaan jaegi aur kya aur kya hoga, Jaan jaegi aur kya hoga.
Unki taraf se tarke mulakaat ho gayi, Unki taraf se tarke mulakaat ho gayi, Unki taraf se tarke mulakaat ho gayi, Unki taraf se tarke mulakaat ho gayi.
Hum jisse dar rahe the, Hum jisse dar rahe the, Hum jisse dar rahe the, Woh hi baat ho gayi.
Jaan jayegi aur kya aur kya hoga, Jaan jayegi aur kya hoga.
Khuda kare, khuda kare, Haan khuda kare, Meri tarah kisi pe aaye dil, Tu bhi jigar ko tham ke, Kehta phire ke haaye dil.
Jaan jayegi aur kya hoga, Jaan jayegi aur kya hoga.
Mehfil mein baar baar unhi par nazar gayi, Mehfil mein baar baar unhi par nazar gayi, Humne bachai lakh magar phir udhar gayi, Humne bachai lakh magar phir udhar gayi.
Unki nigahein naaz mein jadoo zaroor tha, Unki nigahein naaz mein jadoo zaroor tha, Jis par padi usi ke jigar mein utar gayi.
Jaan jayegi aur kya hoga, Jaan jayegi aur kya hoga.
Aye dil tod ke, Aye dil tod ke, Aye dil tod ke jaane wale, Zara dil ki baat batata ja haaye, Ab main dil ko kya samjhau, Ab main dil ko kya samjhau.
Ab main dil ko kya samjhau, Tu mujhko samjhata ja, Jaan jayegi aur kya hoga, Jaan jayegi aur kya hoga.
Ve mahiya, ve sohna, Husan-E-Yusuf ki kasam, Takhat-E-Sulekhan ki kasam, Jaan jayegi aur kya hoga, Jaan jayegi aur kya hoga.
Hashar mein mera hashar kya hoga, Hashar mein mera hashar kya hoga.
Hashar mein mera hashar kya hoga, Teri jaanib agar khuda hoga, Teri jaanib agar khuda hoga, Teri jaanib agar khuda hoga.
Jaane is dil ka haal kya hoga, Jaane is dil ka haal kya hoga, Jaane is dil ka haal kya hoga, Jaan jayegi aur kya hoga.
Written by: Hadiqa Kiani
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!
Jaanay Iss Dil Lyrics Hadiqa Kiani

Jaanay Iss Dil Song Info:

Song: Jaanay Iss Dil
Singer(s): Hadiqa Kiani
Musician(s): Ustad Dildaar Hussain
Lyricist(s): Hadiqa Kiani
Label(©): SUFISCORE
Scroll to Top