Jab Saiyaan
Jab saiyaan aaye shaam koTo lag gaye chand mere naam koJab saiyaan aaye shaam koTo lag gaye chand mere naam ko
Sarpe rakh ke naach phiri mainHar jalte huye ilzaam ko
Jab saiyan aaye shaam koTo lag gaye chand mere naam ko
Deewaron dar chaukhat vokhatBan gaye hai sab saheliYe kuch pooche wo kuch poocheKitne jawaab doon main akeli
Hazaaron kaam mil gaye hainYun baithe bithaye iss nakaam koJab saiyan aaye shaam koTo lag gaye chand mere naam ko
Khudko dekhne tak ki bhiFursat mujhko nahi miltiUnke ishq ke noor ke aageShamma nahi jalti
Khudko dekhne tak ki bhiFursat mujhko nahi miltiUnke ishq ke noor ke aageShamma nahi jalti
Laakhon naaz lag gaye haiFir guroor ke iss badnaam koJab saiyaan aaye shaam koTo lag gaye chand mere naam ko
Sarpe rakh ke naach phiri mainHar jalte huye ilzaam ko
Watch now
Jab Saiyaan Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Shreya Ghoshal
From the album
Gangubai Kathiawadi
Words by
A M Turaz
Music by
Sanjay Leela Bhansali
Music label
Saregama Music
Featuring
Alia Bhatt
FAQ
Good to know
Who sings Jab Saiyaan?
Jab Saiyaan is performed by Shreya Ghoshal.
Which album is Jab Saiyaan from?
Jab Saiyaan appears on the album Gangubai Kathiawadi.
Who wrote the lyrics for Jab Saiyaan?
The lyrics for Jab Saiyaan were written by A M Turaz.
Who composed the music for Jab Saiyaan?
The music for Jab Saiyaan was composed by Sanjay Leela Bhansali.
Which music label released Jab Saiyaan?
Jab Saiyaan is associated with Saregama Music.
Who is featured in Jab Saiyaan?
Alia Bhatt is featured in Jab Saiyaan.
