Kabhi Yun Lyrics – Mohammed Irfan

Kabhi Yun Lyrics by Mohammed Irfan is Latest Hindi song with music given by Anurag Saikia and Kabhi Yun song lyrics are written by Sangeeta Gupta. This video song is featuring Aditi Gulati, Nawab Ahmad. Get Kabhi Yun Song Information

Kabhi Yun - Mohammed Irfan

Kabhi yun ho ki main, Badlon par nazme likh du, Kabhi yun ho ki main, Badlo par nazme likh du.
Kaun jaane kabhi savan mein, Tum par jaa barse, Kaun jaane kabhi savan mein, Tum par jaa barse.
Kabhi yun ho, kabhi yun ho, Kabhi yun ho.
Hawaon par nazme likh du, Hawaon par nazme likh du, Kaun jaane kabhi mera ankaha paigam, Tumhe chhu kar haaa, Tumhe chhu kar jata de jata de, Kabhi yun ho.
Ret par nazme uker du, Kya pata tumhare paav tale aa jaye, Aur nazmon mein apna jikar paa.
Tum andar tak sihar jaao thitak jaao, Aur us ek pal khayalo mein, Bas main rahu bas main rahu, Aur us ek pal khayalo mein, Bas main rahu, Kabhi yun ho.
Written by: Sangeeta Gupta
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!
Kabhi Yun Lyrics Mohammed Irfan

Kabhi Yun Song Info:

Song: Kabhi Yun
Singer(s): Mohammed Irfan
Musician(s): Anurag Saikia
Lyricist(s): Sangeeta Gupta
Cast: Nawab Ahmad, Aditi Gulati
Label(©): T-Series
Scroll to Top