Main Chala Lyrics – Guru Randhawa | Iulia Vantur
Main Chala Lyrics
Main chala teri taraf, Tu chale aur kahin, Main chala teri taraf, Tu chale aur kahin.
Main muda teri taraf, Tu mude aur kahin.
Tujhe aisa lagta hai, Haath chadd gayi, Teri galatfahmi hai, Main to kahin mud gayi, Tere galatfahmi mein, Main kahin ki na rahi.
Main badha teri taraf, Tu badhe aur kahin, Main chala teri taraf, Tu chale aur kahin.
Ankhiyan da rona tainu, Dikhta nahi tha, Dil pe tera naam maine, Likha kahin tha, Likha kahin tha dikhta nahi tha.
Ye jo ho gaya hai, Ye to hona nahi tha, Tujhko paake yaara maine, Khona nahi tha, Tu jo mud jati to main jee jata.
Main to dekhun teri taraf, Tu to dekhe aur kahin, Main to dekhun teri taraf, Tu to dekhe aur kahin.
Main chala teri taraf, Tu chale aur kahin.
Takdi rawan main tainu, Jee mera karda hai, Ek do kadam tere bin, Aage nahi badhta hai, Aage nahi badhta hai, Jee nahi karta hai.
Aage badhke kyu nahi mera, Haath tham lete hai, Saath tera main deta kyu, Sath nahi deti hai, Main to pagla tha kuch, Samajh nahi pata.
Meri raah teri taraf, Teri raah aur kahin, Meri raah teri taraf, Teri raah aur kahin.
Main chala teri taraf, Tu chale aur kahin.
Tujhe aisa lagta hai, Haath chadd gayi, Teri galatfahmi hai, Main to kahin mud gayi, Tere galatfahmi mein, Main kahin ki na rahi.
Meri raah teri taraf, Teri raah aur kahin, Meri raah teri taraf, Teri raah aur kahin.
Song Credits
Song: Main Chala
Artist: Guru Randhawa, Iulia Vantur
Actor: Pragya Jaiswal, Salman Khan
Lyricist: Shabbir Ahmed
Musician: Shabbir Ahmed
Label: T-Series