Me And My Pen Lyrics – Raftaar | Shah Rule
Me And My Pen Lyrics
Ye bole dil ne vil ne Apne ko dil ne kill ne Door se aate jo milne Milke bole voh problem fir lene
Wo tere gaane hai end Kaatil teri ye pen Sabka shukriya
Wo tere gaane hai end Kaatil teri ye pen Sabka shukriya
Ye bole dil ne vil ne Apne ko dil ne kill ne Door se aate jo milne Milke bole voh problem fir lene
Voh tere gaane hai end Kaatil teri ye pen Sabka shukriya
Voh tere gaane hai end Kaatil teri ye pen
Haanji haanji chaahunga mai farmana Ke likhne se matlab hai Dikhne se matlab hai Likhne se dikhne pe mile jo dhann Uss se mere saare poore ho jaate maksad hai
Hu mai mutaasir par mai hi munaasib Media me khalid par dil se mai gaalib Walid mere ab tareefein karein Bole socha nahin tha ke niklega wajib
Ke ghar me chala dunga Apna hi nahin mai auron ka bhi Apne paraye aur choron ka bhi Hisab videsh ke dauron ka nahin Kissa hai baatom ka shoron ka nahin Masla hai sach ka chhichhoron ka nahin Ye apni hi sochein bas auron ka nahin Ye desi rap hai kaale goron ko nahin
Ye bole dil ne vil ne Apne ko dil ne kill ne Door se aate jo milne Milke bole wo problem fir lene
Voh tere gaane hai end Kaatil teri ye pen Sabka shukriya
Voh tere gaane hai end Kaatil teri ye pen Sabka shukriya
Ye bole dil ne vil ne Apne ko dil ne kill ne Door se aate jo milne Milke bole wo problem fir lene
Wo tere gaane hai end Kaatil teri ye pen Sabka shukriya
Voh tere gaane hai end Katil teri ye pen
Jisne bhi pakki siyaahi nama likhaya Ya chhati pe banwaya chehra mera Ke jisne bhi dil se hai samjha mujhe Unse mile bina rishta gehra mera
Sar na jhukega, sar na jhukega Khudi likhega ye sar na rukega Lohe ko baaton se dunga gala Khud ko hi roz mai deta salaah hu
Ke apne se chhot emein taakat bharo Mata pita ki hifaazat karo Buzdil nahin ke himakat karu Banke baaki mai sachchi sahadat karu
Ghar pe daawat rakhun sabko bulaau Mai sadkon pe gaaun na sadkon pe aaun Dil na dukhaun na apne satau Mai chala bhi jaaun to yaad me aaun
Ye bole dil ne vil ne Apne ko dil ne kill ne Door se aate jo milne Milke bole wo problem fir lene
Wo tere gaane hai end Kaatil teri ye pen Sabka shukriya
Wo tere gaane hai end Kaatil teri ye pen
……… 
{English vocals}
        